E Poetry público
[search 0]
Más
Download the App!
show episodes
 
Dil, deedar, Ishq ke alfaaz, har khwaab kiya bayaan, ummda hai sher-o-shaiyari ke andaaz. Pesh karte hain Mehfil e Manzumaat, shayaron ki mehfil ka lutf abb aapke phone par! Keh gaye Ghalib ki Dil ko behlaane ke liye yeh khayaal bhi accha hai, aapke khwaabon ko lafz de gaye hain kaafi mashoor shaayar! Suniye aapke jazbaat aur unke alfaaz, sirf aur sirf Mehfil E Manzumaat. Sher-o-shaiyari se bhale hi aapka ho faasla, inn faaslo ko mitaane aaye hai miyan Talha. Urdu ka jaadu aur shaayaron ki k ...
  continue reading
 
Loading …
show series
 
Kisi ke shahi dastarkhwaan ki khushboo se kya lena Jo khud gul hon unhe guldaan ki khushboo se kya lena Ye roti ki hi ek khushboo ko bas khushboo samjhte hain Ghareebon ko miyan loban ki khushboo se kya lena Mehfil e Manzumaat Season 02 Episode 06 - Khushboo - Mehfil saj chuki hai.Por MnM Spodlight
  continue reading
 
Aankhon se aankhein takraein, aisa dil pe waar huss... Baat labon pe aana saki par aankhon se iqrar hua… Suniye Aankhon par likhe gaye shayari Mehfil e Manzumaat Season 2 ke naye episode mein! Episode 04 - Surmagiin Aankhein Mehfil Saj Chuki Hai... Aaiyega Zaroor!Por MnM Spodlight
  continue reading
 
Meer taqi meer ho, ya ho Dagh Dehlvi Sabko nahin samajh aati baat nadaan se dil ki. Kehte hai Moradabadi, simte toh dil-e-aashiq, phaile toh zamana hai Aakhir dil ke intehaan se kon Bach pata hai? In dil ke hakeemon se maula panah dede... Ya hamko sahi karde ya unko saza dede... Pesh karte Hain - Mehfil e Manzumaat Season 02 Episode 01 - Dil-ae-nad…
  continue reading
 
Loading …

Guia de referencia rapida

Escucha este programa mientras exploras
Reproducir