Hinglish Me Blogging Kyu Karein?
Manage episode 288443716 series 2664666
Hinglish Me Blogging Kyu Karein? | हिंगलिश ब्लॉग कैसे शुरू करें?
Hindi ( हिंदी ) humare bharat desh ki rashtra Bhasa hai. Ye Bharat ke alawa bhi kai aur jagho par boli jaane waali popular languages me se ke hai. Lekin jaise jaise humare desh ne digitalization ki traf badha humare yanha Hinglish ne ek bada rup khada kar liya.
Mujhe yaad hai ek jab aap 15 saal pehle ki internet world ki baat karein to internet par News se lekar blogs lagbhag sabhi English me they. Ya hum ye keh sakte hain ki aapko lagbhag sabhi results English me hi dikhyae jaate they. Par badlte samay ke saath logon ne Hindi aur Hinglish me likhna shuru kiya aur aaj uska natija hum internet par dekh rahe hain ki hume kai sare articles Hindi aur Hinglish me mil jaate hain. To aaiye jante hain Hinglish Me Blogging Kyu karein?
इस पॉडकास्ट में आप सुनेंगे
- Hinglish Kya hai?
- India Me Hinglish ka Future:
- Videshi Ya Bade Brands Ka Hinglish Me Advertisement
- Hinglish Me Blogging Kyu Karein?
- Maine Hinglish Me Blogging Kyu chuni?
Post Link: https://www.nitishverma.com/hinglish-me-blogging-kyu-karein/
फ्री न्यूज़ लेटर ज्वाइन करें : https://lnkd.in/gcE3DUz
55 episodios